k chl rha hu me anjane rashto me talash na majil ki hai - na sapna wha jane ka chah ek hamsafr ki - or sapna uska pyar pane ka cheej itni bdi na thi na hi shiddat me nakari thi jis jindgi ko jeena to pr kya wo hamari thi maa-baap riahtedaar in sbka krj chukana tha pr uska inejar sirf iss janm ka nhi na jane kitne janmo purana tha hm bhi Thakur ki aulad the apne juban se nikle sabdo ko nibhana tha Chor diya un galiyo ko jha kbhi mere kadmo ko jana tha. chora hai use-pr bhula nhi duur hu usse pr chora akela nhi aaj bhi tanha hota hu to ek afsana gunguta hu tu maaf na krna mje k aaj bhi jinda rkhna apni yado me k aaj budhape me khud ko apne hi kisse sunata hu k aaj akele me khud ko apne hi kisse sunata hu by Mahendra Singh Thakur Bikhre Panne:- @ Rashte