Nani Ka Ghar ek sundar khwab aur bachpan ki yaad dilata hai n... wo maa ka idlana aur sbko batana ye mera beta/meri beti yaad aata hai n... wo nakhre dikhana ruthna manana aur chhote bhai bahno pe rob jatana yaad aata hai n... wo sbse mila apna pan pas wale mamu k dukan se extra choclate lena yaad aata hai n... lekin ab zamana badal ra hai risto k maine badal re hai ..ya yun kahe to hum bade hore hai .. lekin jivam ka bitaya ek wo pal v yaad aata hai n.. © Mahima Pathak #Nanikaghar #mamajikaghar #bachpan #bacpan_ki_yaden #Love #mamakaghar #jharokha