Roohaani ho to shaam dand bhed ho hi nahi sakta kyonki jab rooh appne antass ki anteratmaa ko jaan letaa hai tab wo roohaani hotaa hai , Antas ki anteraaaa me saan dand bhed nahi hote, Isme mile ashk moti amrit hote shivaay ke neelkhant me jaise vish amrit me parivertit hotaa hai ,Is avasthaa me jo shabd ,lekhni me utpann hoker vernit hote hai vo shilaalekh hote hai. jaise meeraa ke bhajan ,ya shartchandra ki devdaas, ya Ravender Singh ki I too have a love story. ©Satyajeet Roy #Visualisation