Zindgi ke panno ko palta toh din gujrate se dikhe..... Bachpan se ab tk ke safar ko dekha toh din gujarte se dikhe.... Palke moondakar jab sapno main khud ko dekha toh din gujrate se lage... Kuch u dekha khud ko ....ungliya tham ke chalne wala aaj ungliyo ko thamne ko chala.... Zindgi char panno ki kitaab ki tarah simatne ko chali .... Khud main khud ko lipatne ko chali .... Woh chota sa balak khud ke andar khud se milna chahta h .... Pr yeh jaha usse kaha milne deta h ..... Daba deta h ek bojh ke sath .... Yeh kahkar .....jimmedariya h ..... Sabne uthayi h ....tujhe bhi utani h ... Khush ho kar ya fir mayush ho kar... Zindgi ke panno ko palta toh din gujrate se dikhe..... Bachpan se ab tk ke safar ko dekha toh din gujarte se dikhe.... Palke moondakar jab sapno main khud ko dekha toh din gujrate se lage... Kuch u dekha khud ko ....ungliya tham ke chalne wala aaj ungliyo ko thamne ko chala.... Zindgi char panno ki kitaab ki tarah simatne ko chali .... Khud main khud ko lipatne ko chali .... Woh chota sa balak khud ke andar khud se milna chahta h .... Pr yeh jaha usse kaha milne deta h ..... Daba deta h ek bojh ke sath .... Yeh kahkar .....jimmedariya h ..... Sabne uthayi h ....tujhe bhi utani h ... Khush ho kar ya fir mayush ho kar... Bus tu yeh tay kar.... Utha fir woh chala iss tarah thi labo pe hassi Mayusi dil par Bita jivan ka har pal .jise bita ho pal bharmain .... Ab woh h kinaare jindgi ke ..... Chahta h toh bus milne ....apne bacpan se ... Zindgi kahti h us se ..... Iss zindgi ko chod pahle fir milega tujhe bachpan fir se..... Bus tu yeh tay kar.... Utha fir woh chala iss tarah thi labo pe hassi Mayusi dil par Bita jivan ka har pal .jise bita ho pal bharmain .... Ab woh h kinaare jindgi ke ..... Chahta h toh bus milne ....apne bacpan se ... Zindgi kahti h us se ..... Iss zindgi ko chod pahle fir milega tujhe bachpan fir se.....