Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har rahon mein sunapan Har tasavvur mein akelapan

Har rahon mein sunapan
Har tasavvur mein akelapan
In haste chaheron ke piche,
Roti hui si nazmein bhi hai
Zindagi ki pahel na jaane
Kon se mod par khadi hai
Ek tanhayi ka paigham
Diye jaati hai 
Har harf badatan dhue sa
Faila hua hai
Raftaron ki rahon mein 
Mod nazar nahi aate
Jismani ruh ko apnepan
Ka bhi khauf laga rehta hai
Dhadakte dil ka sabab hi ras 
Nahi aata
Aisi tez si, dhundhla gyi hai 
Zindagani
Pichee mud ke raston ko dekhna
Thik na sahi,
Lekin aage har raah mein
Muqmmal hona bhi 
Kaafi nahi #Yqhibdi #Yqbaba
Har rahon mein sunapan
Har tasavvur mein akelapan
In haste chaheron ke piche,
Roti hui si nazmein bhi hai
Zindagi ki pahel na jaane
Kon se mod par khadi hai
Ek tanhayi ka paigham
Diye jaati hai 
Har harf badatan dhue sa
Faila hua hai
Raftaron ki rahon mein 
Mod nazar nahi aate
Jismani ruh ko apnepan
Ka bhi khauf laga rehta hai
Dhadakte dil ka sabab hi ras 
Nahi aata
Aisi tez si, dhundhla gyi hai 
Zindagani
Pichee mud ke raston ko dekhna
Thik na sahi,
Lekin aage har raah mein
Muqmmal hona bhi 
Kaafi nahi #Yqhibdi #Yqbaba