रास्ता raste. inse hi manjile hai inse hi takdire hai inse hi sabkuch hai pta nhi ye kaha shuru hoti hai or kaha khatam ye raste bhi kitne ajib hote hai na na hi apni dard bayaan karti hai na hi apne ansu dikhati hai ye raste bhi kitne aji. hai na raste hum marte hai hum dard dete hai inhe par ye kuchh n kahti hai kitni ajib hai n ye humesha sahi manjil dikhati hai raste bhut kuchh hokar bhi tumhe hum koi value nhi dete tum bhut special ho humare liye school hospital mandir kahi bhi jana ho to tum hi rasta dikhati ho . raste ki kahani