Nojoto: Largest Storytelling Platform

Apne dil ki halat wo kisi ko dikhata na tha. Use

Apne dil ki halat wo kisi ko dikhata na tha. 
Use kya gum tha wo kisi ko btata na tha. 
Logo ko hsaane k waste zindagi bita di usne... 
Kitna ajeeb tha wo shaks, khud muskurata na tha
. Jane kiske intzaar me baitha rhta tha subah o shaam.. 
misl-e-murat bna wo palake jhukata na tha. 
Shayad kisi ko yad krta tha wo 
par kisi se uska zikr b na krta tha.. 
Pta nhi kiske liye gazale likhta rhta 
tha par apni gazale kisi ko sunata b na tha.. 
Aaj rah rah kr bht yaad aaya wo shaks.. 
jo duaa de kr b duaa btata na tha..!! #Poetry

sidsrivastav2751

Suraj

New Creator