Bachpan mei aasma k taron ko dekh kr Aakritiyan bnaya krte the par aaj itne vyst h, k njre uttha kr aasma ki ek jhlk ko trste h, chand taron ka ullekha to bs premi l-premikao k liye hi krte h Bachpan mei hr surya uday nai urja,nai sfurti ka srajan krti tha ,par ab to bore krne wala, aalsi sa prabhat hai.. Sachmuch samay samay ki baat hai! Bachpan mei barrishe ishwar ka anokha krity mehshoos hoti, par aaj hmare liye ye mamuli barsatt h.. Bachpan mei kitne niyam-kayde ka palan krte the, par aaj abhimani man mei mehshoos hota hai sb bakwaas h.. Sachmuch samay samay ki baat hai! Bachpan mei mehsoos hota Badsah hai, hm duniya k par ab lgta hai zindagi ne dedi hme maat hai ......likh rhi hun mein v kya...sab yadoon ki baarat hai.. Sachmuch samay-samay ki baat hai! #SAMAY samay ki Baat hai