Is sahar mai Mila har ek saks ka jhuta chehra mujhe jubani yaad hai waqt beet raha hai na kuch ko bhul gaya hounga lekin aaj bhi mujhe kisi ka rota chehra yaad hai yaad hai mujhe uska har ek jhut jise mene uske har ek Anshu ke sath pocha tha is sahar mai Mila har ek saks ka jhuta chehra mujhe jubani yaad hai ©amar madhiwal #waqtkibaaatein