Nojoto: Largest Storytelling Platform

Environment Hum sabhi jante huye bhi iss baat par

Environment Hum sabhi jante huye bhi iss baat par gour nhi kar rhe he ki vraksh hamare jeevan ke liye kitna jaruri he agar vraksh nhi hoge to hamare saans lene ke liye sabse jaruri cheez he oxygen or oxygen 
  nhi hogi to hum saans kese lege kabhi humare samne vraksh ktta hua dikhe bhi to hum use andekha karte he .game ab iss baat ka dhyan rkhna hoga ki vraksh humare jeevan ke liye kitna jaruri he kahi bhi hume esa kuch dikhe to hume iske khilaf Aawaz uthani hogi or hume khud ko bhi vraksharopan krne ke jiye jagrat kena hoga or logo ko bhi iski salha deni hogi .
aaj hum ek prand lete he ki hum apne janm din par ek vraksh to jarur lagayege .

©Atul Taywade vraksh jeevan ke neev 
#savethetree
#treeislive
#EnvironmentDay2021

atultaywade6820

Atul Taywade

New Creator