Nojoto: Largest Storytelling Platform

White Jitni mohabbt me tumse karta tha utni koi ka

White Jitni mohabbt me tumse karta tha utni koi kare toh batana,

Jitna me tujhe sawaarta tha utna koi saware to batana,

Batana agr mil jaye muj-se behtar koi,
Batana agr ho Jaye tumhe pyaar kahi,

Agr aaasma me dhalte sooraj se jyada ubharta chand pasand aaye toh batana,

Nadi kinare shant baithne me accha lage toh batana,

Batanaa agr khush rehne ki wajah mil jaye,
Bataana agr kabhi tumhe rona aajaye,

Ho sake toh har ek baat batana mujhe,
Waqt kaise beetha iska saar batana mujhe,

Batana tumhara din kaisa tha Aaj,
Batana kya aaj bhi chhoda kisi ne saath,

Subha jaldi uthe the, yaah soye hi nhi puri raat
Batana kahi aaj bhi dil kisi or ko chahne lga kya,

Batana kya tumhe mujh-se aaj bhi pyaar hai kya,

Jitni mohabbt me tumse karta tha utni koi kare toh batana,
Kyaa Aaj bhi me tumhe yaad aata hu yeh batana....

©Akash Chaudhary Jitni mohabbt me tumse karta tha utni koi kare toh batana❤️