Wo din
#RDV18
wo din yaad hai jab pahli baar chhalki thi aankhein meri
hausla anmol baandha tha tumne aisa
ki har baar toot kar rone ka man hota tha tumhare saamne
aaj jab tumhari aankhein Nam hain aur aas paas dost bhi kam hain
mujhe ek mauka do apni hausla afzaayi ka