::: Yaad rakhna ::: Mana ki tum khus ho kisi aur ke saath Magar yaad rakhna Tere ghum ke haqdar hum hai.... Tu chahe muskurale mehfil mein jitno ke saath Tere aasoon mein bhagidaar hum hai.... Teri marzi wafa kar ya naa kar kabhi Jo bhi ho, tera talabgaar hum hai.... Agar utna bhi naseeb nahi hume to Apne sar ilzaam na lena, yaad rakhna gunhegaar hum hai... #yaadrakhna #youandme #yqbaba #yqdidi #kuchbateeinankahi #lovequotes