Yeh desh yeh desh ki mati, bani hai khun se apno ke Azadi mili hame itihash mai dekhe sapno se. salam hai us jawan ko jisne desh ko apna jan de diya pranam hai us maa ko jisne desh ko apna jawan de diya. Khun to kal bhi bahe the aur Aj bui beh rahe hai , fark kya h? kal khun bahe the azadi pane k liye aur aaj bah rahe h azadi bachane k liye. dhundh rahe the hum Doshi ko dusro k raho m pata chala katil betha h hamare hi baho m. Apni bage nahi kat sakte lekin katil ko gira to sakte h Atankwad khatam nahi kar sakte lekin use hara to sakte h. Agar dusham goli bhi chalae to koi gum nahi Agar apna sui bhi chubha de To usse bada koi jakham nahi.