Haalat-e-haal k sabab, haalat-e-haal hi gayi. Shauq me kuch nhi gaya, shauq ki zindagi hi gayi. Tere visaal k liye, apne kamaal k liye. Haalat-e-dill ki thi kharab, aur kharab ki gayi. Baad bhi tere jaan-e-jaan dill me raha ajab samaa. Yaad rahi teri waha. Fir teri yaad bhi gayi. Haalat-e-haal k sabab, haalat-e-haal hi gayi. Shauq me kuch nhi gaya, shauq ki zindagi hi gayi. Tera firaaq jaan-e-jaan aish tha kya mere liye. Ya'ni tere firaaq me khub sharab pi gayi. Tere visaal k liye, aone kamaal k liye. Haalat-e-dill ki thi kharab, aur kharab ki gayi. Unki ummid-e-naaz ka hamse ye maan tha. K umr guzar dijiye. Umr guzar di gayi.