Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi ki talkhiyon ko main lafzon me kaise bayan

Zindagi ki talkhiyon ko main lafzon me kaise bayan karun 
Dil se likhun ya fir dimag ka thoda istemal karun
Samajhta tha dil jise haseen phoolon ki koi rahguzar 
Dimag chala to samjh aaya ye to wo  gulistan hai 
Jahan ek gul ke sath khaar hazaar hain 
Manzil ko paane ke liye in mushkilaat se  guzarana hi padega 
Chahiye gul agar to in khaaron se ulajhna hi padega 
Hun nhi main bhi hausla haarne walon me se 
Chattanon ko zer kar dun main to wo insan hu 
Dekhte hain kab tk rokengi ye mushkilaat-e-rahguzar
Pahunchunga ek din akhir main unchayion pe is qadar
Manzil hogi meri apni aur main suna sakunga daastan-e-safar.
 #zindagi #rahguzar #mushkilaat #safar #manzil #yqbaba #newwritersclub #yqdidi