marne ke baad bhi amar ho jaye meri kahaani mai rahu ya na rahu meri rachnaye padhi jaye usse joodi baate kari jaye mai jeete je jo karna saka wo marne ke baad karpao poori dunia se mai boorayia mitao haiwaano se akela lad jaon jinda rahu apni kavita mai meri kitaabe mujhey yaad karti rahe meri shayri ko uski shayra mil jaye meri lekhan ko uska kadardaan mai bunjaao mejbaan marke bhi mai apno ka saath nibhaoo chahe wo log mujhe akela choad gaye mujhe toad gaye mai unse kahi door hokar bhi passhone ko majboor hojaun mujhe unse phir se pyaar hojaye likhne ka mauka baar mile rab se mai bas itna hi kahu sabse kehtahi jaon kabse #nojotohindi #meremarnekebaad