Nojoto: Largest Storytelling Platform

Pyaar ka matlab ye nhi ki wo tumhare saath ho bas

Pyaar ka matlab ye nhi ki wo tumhare saath ho bas yahi keh kar khud ko samjha liya karte hai adhure hi sahi ham uske khusiyo me shamil to hai bas yahi soch ke mand mand muskura liya karte hai apne dard ka ilzaam aksar khud hi per daal liya karte hai ye zindagi hai Sahab chot kha kar bhi muskura liya karte hai

©shehzada Nawab pyaar ka matlab