Naari ek shabd nahi Naari hi bhramhaan hai Naari se hi janma ye saara hindustan hai Naari kamzor nahi Durga ka ek roop hai Jis naari se janma ye saare jahan ka swaroop hai Naari bhotkaal nahi Iss duniya ka bhavishya hai Naari saadharan nahi Ek bhut bada rehesya hai Naari ek beti hai Aur Naari ek maa hai Najaane naari ka kyu na hota sammaan hai Kalank nahi ye naari Mitti mai janma sona hai Jiske ghar na naari Uss abhage ka hi rona hai. Naari koi aam nahi ishwar ka swaroop hai Naari se hi janme ishwar ke har roop hai.... a short poetry for all the women's of the world..... #stories #women_is_everthing