Is subah ki thandak me, kuchh alg mithhas si h .ye thandi thandi hawaye mujhe lge kuchh khash si h . ye ugta hua suraj ,aur uski sunhari dhoop. khil uthhta h chehra ,aur chamak jata h roop. khte h subah ugte huye suraj ko dekhne se ,ankho ki roshni badh jati h . pr agar dekhti hu mai to,mere ankhon se ganga jal ki dhara bah jati h.. yh jb thandi hawaye mujhe chhoo kr jati h . to aisa lgta h jaise yh mujhe gale lagati h ... jb garmi me suraj ki dhoop ,logo ko khalakti h . wahi thandi me iski roshni chamakti h .... yha apas me log hi ,jha jaroorto me kadar krte h yh to dhoop h yaron ,jha garmi me iska tyag to ,thandi me iska intjar krte h .... is duniya me jhooth aur sach ka samna hota h. wahi koi apno me paraya ,to parayo me apna hota h .. yha koi paudhe lagata to koi katata bhi h . wahi koi hasata ,to koi rulata bhi h... yah duniya ka sach h yaro,jha koi gairo ko yaad krte h .. to kuchh h jo aono ko bhi bhool jate h ..... duniya Ka sach