Nojoto: Largest Storytelling Platform

yeh parinde mere ishare ko taraste hain , ki kab m

yeh parinde mere ishare ko taraste hain ,
ki kab main kahu or yeh udna chorden ,

waise toh main padleta hu kuch dil ki bhi ,
tere nazren kehti hain mere aage uthna chorden ,

raahgeeron ne raah badalni hai toh badal len ,
mera mashwara hai tere ghar ki or mudna chorden ,

or kuch bhi toh nahin hai in chaar diwaron me tere siva,
tu apni tasveeren uthaale or kamra chorde ,

teri kaid se main rihaa bhi ho jaau agar ,
vasl me mathe ki lakeeren sikudna chorden ,

tumhe mohobbat ka bhi barabar ilm nahin hai jani ,
us pyaar me kya pyaar hoga agar ham ladna chorden. kya hoga agar ham aisa karna chorden ,
waise isse bdya hoga agar ham hasna chorden.
#hindiurdupoetry #hindipoetry #urdupoetry #nojotopoetry #nojotohindi #nojoto