M toh jiya hoon tanha is duniya m....Tu hii ab apna koi mukam dhudhle.....zindgi bhottt hii mushkil h... Mukkammal krne k liye iske.... Ek rab ki ibaddat Tu dhundle..... .... Haathon m mere toh koi lakir Nahi...haara hua hoon zindgi se m pr Tu toh Apne liye ishq ki lakir dhundhle..... .... Sehleta hoon is duniya k vo saare sitam Jo aksar... Mujhpe kiye jaate h... Pr Tu Apne liye is duniya m koi wajud dhundle..... .... M toh thaher na paaya ....mager aye mere Dil Tu...theher ja...theher kr yaha p apni kismat dhundle.... #NojotoQuote