Nojoto: Largest Storytelling Platform

मन और मंज़िल Khud se hi khud ki ladayi main khud ko

मन और मंज़िल Khud se hi khud ki ladayi main khud ko hara diya 
Jo na kar saku maine logon ko wo bhi karke dikha diya 
Jinhe shak tha mujh pe aur meri mehnat pe 
Har chote chote khwaab sach krke dikha diya 
Ye bata diya hai unn logon ko ke
Seekha hai maine fizaaon se 
Bina dikhe rehna har jagah 
Mai inn Aasmanon ki tarha hu 
Jaha dekho mai waha hu
Aaj dekh ke meri tarakki bhi wo log jalte hai 
Per jab mai unke samne aata wo
  dekh ke mujh ko sambhalte hai khud ko 
Haa mujhe garv hai ke mai 
papa ke paison pe palta hu 
Haa aaj bhi mai papa ki dat khata
 hu Daat khaye bina mera din ni dhalta
Aj mai hu kamiyab kyu ki mai papa 
ke sikhaye hue raste pe chalta hu.....

©Black cover #messoftheday

#ManAurManzil

mohammedsahil6007

Black cover

New Creator