Nojoto: Largest Storytelling Platform

tujhse jo wada kiya tha teri manzil tak pahuchane

tujhse jo wada kiya tha teri manzil tak pahuchane ka wo wada nibhana jaruri hai magar ik wada khud se bhi karna jaruri hai mila ke tujhe teri manzil se tujhko kabhi mud ke bhi na dekhu ik ye wada bhi nibhana to zaroori hai

©ek ashiyan by mohammad faisal
  #inteqaam