Woh aankhein tumhari "baddii baatuni ha" Woh har ek bachkani harkat tumhari, woh baddii hi pyaari ha Haan mai shayar nahi koi, naa hi mai tumhare upar kitaabe likh sakti hoon, Par agar tumhara saath rahe toh sayad chand panktiyaan likh di jaaye tumpar ☺ A proposal #proposal #quote #nojoto