Nojoto: Largest Storytelling Platform

sach kahey toh her beta apni maa se pyaar krta hai

sach kahey toh her beta apni maa se pyaar
krta hai but log paise ko jyada importance
detey hai kyun ki voh bhi maa or baap hai

apne beto ki bhavishya ki chinta krte hai
her maa baap ko sabse pehle khud k bhavishya k barey mein sochna chahiye

kbhi bhi yeh overconfident n hona chahiye
ki mera beta haina humey kya tension hai

sach kahu toh mere baap ne mere barey mein kuch socha hi nhi bus aaram se kaam

kiya aram se zindagi jitey hai no tension bchey khud kmakey khayegey sab kuch
muft mein mil jaye toh uski velue nhi rehti

©naran
  નેહા Chouhan Saab Neha Pandey Miss poojanshi ek gumnaam