प्रिये दादा जी Dosto mere dada ji sayer the... ushke kuch word aaj muje yadh wo hi m aapko sunana raha hu.. ......... ye lalo ghor h jo bikhre huwe... jami se bhi bade h inme akser bade.. wo mahnat ka parida ... jo andre aata h andre jata h ... nirjal rukha sukha bhojan khata h ... wo hi amrit lagta h... ishme taro ko dekh k btaya gya h... ye jo chamakdar tare h ... inme se kuch tare pirthvi se bhi bade h... fir chamkadar taro se majdur ki tulna ki gai h ... jab koi majdur subah andre hone se pahle kam pe jata h or sam bhukha pyasha khtore mehnat karke lot aata h ... fir wo pani pita h or mitha bhojan khata h ... yani ushko itni tej bhukh lagi hoti h ... byasi roti bhi amrit k saman lagti h ..