#OpenPoetry "To Desh Aaj rota na hamara" Bhrasht ho gai duniya sari kisiko nahi chinta hamari Mara bhukh ne hame aise k jeena sake duniya me rehke Mehengai ne gala dabaya sans lene k liye vruksh na rah paya Hue ghotale aise jaise koi inse bahar nikal na paya Bhrashtachar badh gaya aise mano duniya aag me jal gai ho jaise Desh me nahi surakshit naari kaha gai prajatantra ki riti hamari Hinsa ne aisi aag lagai desh ki janta buza na pai Bhrasht netaone desh ko kiya badnaam lekin desh aaj bhi karta h unhe salam kyoki kanun agar sakth hota hamara to Desh aaj rota na hamara #OpenPoetry