Ghar ki haalatoh ko wo dekh k wo rh nhi paaya Apni takleefo ko wo keh nhi paaya Khuddar tha bhik maangna use gawara nhi Pita k chorne k baad uska koi sahaara nhi School jaane k jgh wo kaam krta Chote bhai bhn ko khilane k liye wo khud bhukha rha Umar se phle uske paas zimmedaari aa gyi Pita k marne k baad ghar meih begari cha gyi Aakhir kuch kaam krke hi sbka pet kaatna hoga Aakhir ghar kharch k liye kaam baatna hoga Ghar ka bada tha na Isliye apne sapno ko daba k dusre k sapne pure krne lga Apni bhuk aur dusro ki zarurato k liye haalat se ldne lga Par shayad khuda ka irada kuch aur hi tha Shayad khuda aur kismat ka wada kuch aur hi tha Police pakar k le gye use Child labour k ilzam meih Ghar meih phir begari cha gyi azam meih Aakhir sarkar ne niyam toh bna diye Par bachoo ki mazabooriya nhi smjhi Khelne pdne k umar meih wo kaam kr rhe Shayad unke piche unki zimmedaariya nhi smjhi Aakhir sarkar ko kuch sochna chahiye Inke liye krna kuch krna chahiye Sarkar sochegi tabhi haalat badlenge Tabhi jaake unki parivaar k haalat sudhernge Sarkar ko samjna chahiye ki child labour shauk nhi mazaboori hai Ye hme ye btate hai ki unke parivaar par kya kya gujri hai child labour