Agaz naya andaz naya Chain mera kahin kho tha gaya, Mai Tut gaya Andar hi andar, Jise wakt laga ke banaya tha, Woh Tut gaya Andar hi andar, Ummeed pe hui barsat yu thi, Ke beh hi gaya andar hi andar.. Ek Har se yeh mera haal hua, Yeh sab hua iss dil ke andar.. Haal mera jatane se kya hoga ab naya, Chahiye mujhko gir kar phir uthne ki kala, Dekhegi yeh duniya ab agaz naya andaz naya.. Dekhegi yeh duniya ab agaz naya andaz naya.. #secondquote #motivational #agaznayaandaznaha #poetry