Nojoto: Largest Storytelling Platform

#2YearsOf Logo ne mujhe hamesa giraya hai .. |

#2YearsOfNojoto Logo ne mujhe hamesa giraya hai ...
Gir k uthna maine khud ko yahi shikhaya hai ...
Maine khud ko apnaya hai ...
Logo ka kya hai ,nukhsh nikalte rahenge 
 sabdo k chabuk chalate rahenge 
Har hal me muskurahat ko dhal banaya hai...
Isliye maine khud ko apnaya hai...
Kabhi to paungi khud ko akeli mai ...
Kab tak sath denge mere apne muskil ki ghadi me ...
Isliye maine khud ko apnaya hai...
Bebak hu , isliye logo ne mujhe thukraya hai ...
Hamesa chup rahna hi mujhe sikhlaya hai ...
Isliye maine khud ko apnaya hai ...
Mana kuch galtiya huyi hai mujhse bhi...
Un galtiyon ki,ki hai bharpaiya maine bhi ...
Sab kuch bhula kar maine khud ko jeena sikhlaya hai ...
Isliye maine khud ko apnaya h #Maine_khud_ko_apnaya_hai