Nojoto: Largest Storytelling Platform

muskile aayi tab rah dikhai, kon apna kon paraya

muskile aayi tab rah dikhai, 
kon apna kon paraya e  baat samjai, 
sath choda jab apno ne , 
tab sarthi banke rah dikhai, 
kya achha kya bura, 
sabki samaj aapne  batlai. 
ab kya farq padta hai kon  apna kon paraya, 
jab sath ho mere krishna kanaiya.

©Nidhi Adhyaru
  #sarthi #kanha #kanaiya #Rahi #best_friend #pendown #nojotohindi