Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dil ka haal batana nahi aata, tumse pyar jatana na

Dil ka haal batana nahi aata,
tumse pyar jatana nahi aata,
kehna nahi aata apne dil ki baat,
bina kahe tadapte dil ko manana nahi aata.
sunna chahta hai teri awaz darshan ko ek didar,
par milne or baat karne ka bahana nahi aata... bahana nahi aata
#bahana_nahi_aata