Nojoto: Largest Storytelling Platform

"Ik roz jab harkat hui garbh mein, maa ki khushi k

"Ik roz jab harkat hui garbh mein,
maa ki khushi ka na koi thikana tha
Jab pata chala kay ladki hai,
manzar dekhne wala tha
Kosne lagi voh usey baithkar,
kay tujhe he kyu aana tha
Mujhe beta chahiye tha rajkumar,
jisne mera naam badhana tha
Na khabar thi uss nanhi kali ko,
jo paet mein maa kay palti thi
Utavli duniya dekhne ko,
khoob harkatein karti thi
Anjaan mushkilon se,
kay maa bhi usko na apnayegi
Beta chahne wali maa,
usko anathalya chhod ayegi
Dulaar mein jisko khilna tha,
Maa baap he haathon palna tha
Bheek maangne ko hui laachar,
Jiss kali ko abhi khilna tha" 
Please don't discriminate between a girl and a boy child. Both are the pillars of the society. Be it any era of the history, both the genders are equally important for the upliftment of the nation.

#StopChildAbuse #StopChildLabour
#AbolishGenderBias #SaveTheNation
#AvoidSelfDecline
"Ik roz jab harkat hui garbh mein,
maa ki khushi ka na koi thikana tha
Jab pata chala kay ladki hai,
manzar dekhne wala tha
Kosne lagi voh usey baithkar,
kay tujhe he kyu aana tha
Mujhe beta chahiye tha rajkumar,
jisne mera naam badhana tha
Na khabar thi uss nanhi kali ko,
jo paet mein maa kay palti thi
Utavli duniya dekhne ko,
khoob harkatein karti thi
Anjaan mushkilon se,
kay maa bhi usko na apnayegi
Beta chahne wali maa,
usko anathalya chhod ayegi
Dulaar mein jisko khilna tha,
Maa baap he haathon palna tha
Bheek maangne ko hui laachar,
Jiss kali ko abhi khilna tha" 
Please don't discriminate between a girl and a boy child. Both are the pillars of the society. Be it any era of the history, both the genders are equally important for the upliftment of the nation.

#StopChildAbuse #StopChildLabour
#AbolishGenderBias #SaveTheNation
#AvoidSelfDecline