#OpenPoetry Aag ke dariya mein tu saelaab bann ja Jo na kabhi padi jaa sake woh kitaab bann ja Jisko na koi paa sake aisa koi khitaab bann ja Khud pe yakeen toh kar Aise na har pal tu marr Khud se bhi apni kismat se larr Maut toh jeevan ka hissa hai Aise hi na tu museebat se darr Uth kuch karr Kismat se Larr yeh waqt yunhi guzar jaayega Phir tu pachhtayega Uth kuch karr Kismat se Larr Yunhi na Darr Waqt pe abhi toh teri hukumathai Kuch kar jaa kismat se larr ja Aag ke dariya pe tarr ja Aise hi na tu darr Uth kuch kar kismat se larr #OpenPoetry