Jab sunta tha hawaon me bhi zehar ghul jata hai To lagta tha logon k jhoot ka bhi kya kehar hai Khabi Imaan bech kar khud ko sambhala tha Or aaj Imaan ne hosh sambhala hai To lagta hai hawaon me sach me Zehar hai imaan