Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ishaaro mein zindagi Kya kahu aaj ye likh kar bol

Ishaaro mein zindagi

Kya kahu aaj ye likh kar bol raha hun saayad ye bhi ishaare hai
Insaan ki zindagi suru hi ishaaro se hoti hai aur khtam bhi ishaaro pe hoti hai
Chahe wo rab ke ishaare ho ya khud ke 
Dil se sunna jara hakikat baya kar raha hun,iss duniya mein aate hi ek ishaara rab ne bhi diya aaye ho toh jana bhi hai 
Jab lafz hokar bhi nahi the tb ishaare hi the chahe wo bchpan,jawani ya budhape ke ho 
Aakhir jo bchpan mein bu-bu sunn bhukh ka ehsaas karti maa wo ishaare the,
Aur jawani mein apne pyar ka ehsaas nazro ne karaya wo bhi ishaare the,ya budhape mein apne bchcho se ek glass paani bhi chahe toh ishaare honge 
Yun toh dosto ke secrets bhi ishaare se jan jaate hai hum
Jaruri nahi hota har baat lafz se kahi jaaye kuch baatein bina ishaaro ke kahi nahi jaa skti 

                                                                                 -Ankit Srivastav Ishaaro mein zindagi