Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry humara paryavaran tha jag me sundar. n

#OpenPoetry humara paryavaran tha jag me sundar.
na jane lag gai ,kisko iski najar .
ban gya aesa kala khandahar.
jese mano bhut ,vartaman,bhayishya,
sab iske aandar.

karkhano se nikalne vale doove ,aur pedho ki katai.
bigadh diye humare paryavaran 
ke santulan.
jisse bigadh gye apne paryavaran ke sundarpan.

karni hogi hume paryavaran ki raksh.a ,.
jisme karni hogi hume peddo ki suraksha.

karna hoga hume ndiyo aur jhilo ko saaph,.
jiske loye 
badhana hoga hume aapne dono haath.

ho jayegi humari dharti hari-bhari.
jisme lenge hu. apni sanse 
thandi-thandi.

karni hogi ek nye yojana ka nirman .
jisse hoga hamare paryavaran ka punnh  nirman. #OpenPoetry

annukumari3230

annu kumari

Bronze Star
New Creator