Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tum Bhi Toh ho Dheke kayi alag khwaab theey maine

Tum Bhi Toh ho 
Dheke kayi alag khwaab theey maine,
Ek alag khwab tum bhi toh ho,
Zindagi ko khud pe guroor badde theey,
Us guroor mai jaroor tum bhi toh ho
Zindagi roshan ki jis fanoos ne,
Us fanoos mai noor tum bhi toh,
Alag se hai riste unki alag hai ibadat,
Hamara ek khuda tum bhi toh ho,
Har ghata ki alag hai ravani,
Jisse dhek barsse megha wo sama tum hi toh ho,
Sham ko suraj dhalle jis mein,
Uss shitij mai ek sirra tum bhi toh ho,
Mere har tabeer ki alag hai rivayat,
Mere tabeer ki ek takmeel tum bhi toh ho,
Nukj bahut hai manna mujh mai,
Pr iss nukj mai ek shararat tum bhi toh ho,
Zindagi bandhi hai kayi khwashion mai,
Un main se ikk  mukamal khwaish tum bhi toh ho,













 wo samm #OpenPoetry  #TumBhiTohHo
Tum Bhi Toh ho 
Dheke kayi alag khwaab theey maine,
Ek alag khwab tum bhi toh ho,
Zindagi ko khud pe guroor badde theey,
Us guroor mai jaroor tum bhi toh ho
Zindagi roshan ki jis fanoos ne,
Us fanoos mai noor tum bhi toh,
Alag se hai riste unki alag hai ibadat,
Hamara ek khuda tum bhi toh ho,
Har ghata ki alag hai ravani,
Jisse dhek barsse megha wo sama tum hi toh ho,
Sham ko suraj dhalle jis mein,
Uss shitij mai ek sirra tum bhi toh ho,
Mere har tabeer ki alag hai rivayat,
Mere tabeer ki ek takmeel tum bhi toh ho,
Nukj bahut hai manna mujh mai,
Pr iss nukj mai ek shararat tum bhi toh ho,
Zindagi bandhi hai kayi khwashion mai,
Un main se ikk  mukamal khwaish tum bhi toh ho,













 wo samm #OpenPoetry  #TumBhiTohHo