koi gunguna gaya kuch gazalon ko mujhme uss awaz ki diwani hui baithi hun ki adhura sa kuch reh gaya uski zindagi me, mein woh kahani hui baithi hun likh ke mitana ...... ki likh ke mitana uska pesha tha janab uss purani likhawat ki nishani hui baithi hun #Kya_Hui_baithi_hun