Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aadmi....... Kitna kathor hota hai naa !! Koi kuch

Aadmi....... Kitna kathor hota hai naa !!
Koi kuch bhi kahe bas sehta rehta hai naa !!
Bas ab thak gaya hu mai ye nahi kehta  hai naa !!
Biwi ke hazaaro taane sunta hai ,par jab biwi ko ek suna de to chup kar rota hai naa !!
use manane ki laakh koshish karta hai naa !!
Itna galat na samjho duniya walo 
ye bhi to khushiyo ki chah rakhta hai naa !!!

©Raaz Sharma
  #BROKEN MAN QUOTES
raazsharma7096

Raaz Sharma

New Creator

#Broken MAN QUOTES #शायरी

27 Views