Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mere chre ki muskaan tu hai, Mere ishq ki pehchaan

Mere chre ki muskaan tu hai,
Mere ishq ki pehchaan tu hai,
Gar hu main panchi aazad to,
Mere liye khula aasmaan tu hai,

Tere naam ke jaisi tu hai,
Main chahta hu vaisi tu hai,
Tu nhi lgti sundri is duniya ki,
Jannat ke hoor ke jaisi tu hai,

Mana is dil se bdi door tu hai,
Par chdha mujpe ishq ka fitoor tu hai,
Koshish humne bhi ki, kisi aur ko chahne ki,
Par is dil ko sirf manjoor tu hai,

Mera jag or jahan tu hai,
Mujhe madhosh kre vo jaam tu hai,
'Rakesh' Maan ya na maan yaara,
Is jaan ki jaan tu hai... #love_to_write
#love #feelings #poem #love_writings
Mere chre ki muskaan tu hai,
Mere ishq ki pehchaan tu hai,
Gar hu main panchi aazad to,
Mere liye khula aasmaan tu hai,

Tere naam ke jaisi tu hai,
Main chahta hu vaisi tu hai,
Tu nhi lgti sundri is duniya ki,
Jannat ke hoor ke jaisi tu hai,

Mana is dil se bdi door tu hai,
Par chdha mujpe ishq ka fitoor tu hai,
Koshish humne bhi ki, kisi aur ko chahne ki,
Par is dil ko sirf manjoor tu hai,

Mera jag or jahan tu hai,
Mujhe madhosh kre vo jaam tu hai,
'Rakesh' Maan ya na maan yaara,
Is jaan ki jaan tu hai... #love_to_write
#love #feelings #poem #love_writings