Nojoto: Largest Storytelling Platform

shatranj k har mohre ki apni khaas pehchan hai jah

shatranj k har mohre ki apni khaas pehchan hai
jaha baazi raja rani se jyada sipahiyon k haath mein hoti hai
har sipahi ki apni alag chal alag pehchan hai
par ladte wo sab kisi ek k liye
kisi dusre se
jisse na koi dushmani na jaan pehchan hai
thik waise hi rashtra nirmaan hota hai
hote hai sab ajnabi par pehchan ek hi hai
rehte ek hi chhaya k niche
usi mein apni jaan basti hai....

©shweta Agarwal (sunshine)
  #Chess #nojotostreaks #hindi #hindi_poetry #thought #Satranj #Desh #builtnation #Indian #bharat