Nojoto: Largest Storytelling Platform
mohammadwakashkh2132
  • 6Stories
  • 12Followers
  • 18Love
    0Views

MOHAMMAD WAKASH KHAN

  • Popular
  • Latest
  • Video
025471e60115458c7dcfdf52b61f29ef

MOHAMMAD WAKASH KHAN

Khwaab sa bn gaya hai ab to usko paana
Eid ka chand ho gaya hai uska deedaar krna
Arsa ho gye usse baat kiye hue
Dil Abhi na chodha usse pyaar karna
Zindgi bhar nibha paao to nibha lena 
Kisi ka Saath nibhaane ka drkhwaast kabhi na krna
Baag-e-mohabbat me tum izhar ka fool laga dena 
Us phool ki khushboo ko tm ksii aur ke jism me mt laga lena
Bada mushkil hota hai is dil ko roz smjhana
Khud hi me ro lena khud hi me chup ho jaana
Wafa-e-Mohabbat ki misaal mai tmko kaise du
Arso se jo na mila ho use roz khwaab me dekhna
Jb khuda hi kiya hua hai hawaaon ko mashroof
Kya mumkin hai ki SHAMmA ka khud ba khud bujh jaana?
Hai andhera is dil me to koi baat nhi sahib 
Ek SHAMmA hi kaafi hai mujhe raushan karna
Zindgi badsoorat hai hme maalum hai lekin 
Kya mumkin hai waqt se pahle zindgi ka jaana? 
Sath ksii ka na mile to bhi kya hai ghum 
Mumkin hai k patto ka jadhne se ped ka sookh jaana? 
Khwaab ke tukde tukde ho gaye to kya hua
Is darr se mumkin hai ke raat bhar mera jaagna? @love
025471e60115458c7dcfdf52b61f29ef

MOHAMMAD WAKASH KHAN

Log toot jaate hain ek ghar banaane me
Tm taras nhi khaate bastiyaa jalaane mein?
Aur jaam tootenge is sharaabkhaane mein
Mausam ke aane me mausam ke jaane me
HAR DHADAKTE PATTHAR KO LOG DIL SAMJHTE HAIN
Umrein beet jaati hai dil ko dil banaane mein
Yaha tak ki 'majboori' ye bhi kah nhi sakti
Kaun saanp rkhta hai dil ke aashiyaane mein
Doosri koi ladki zindagi me aayegi
Kitna waqt lgta hai ksii ko bhool jaane mein? 
Log toot jaate hain ek ghar banaane mein
Tujhe taras bhi nhi aata bastiyaa jalaane
Mein  #NojotoQuote

025471e60115458c7dcfdf52b61f29ef

MOHAMMAD WAKASH KHAN

 bachpan 
#bachpankiyaadein, #bachpan,
025471e60115458c7dcfdf52b61f29ef

MOHAMMAD WAKASH KHAN

kabhi kabhi mai ik soch m. pd jaata hu Kabhi kabhi mai ik Soch me pad jaata hu,, Fir samundar ke saahil. Pe jaake baith jaata hu,, Kare kya shikyatein zindagi se ye sochta hu aksar Fir khud se shikwe krke mai baith jaata hu Ke kabhi kbhi mai ik soch me pd jaata hu,, Jaana kya maana kya aur chaaha kya? Sochta hu ke khoya to bht kuch hu pr paaaya kya?

ke aaj fir dikhi vo Aaj fir ek dafa dikhi vo Ab bhi pahle jaisi hi hai vo Chehre ki raunak uski ab bhi barkaraar hai Maano eid ka chaand usi k. Hi paas hai, Zaroorat nahi mujhe ab haakim ki dawa ki, Sb marz door ho gye aaj use dekh kar,, Kabhi chadta tha suroor uske deedaar se

Kal raat jaane kya hua Kal raat jaane kya hua,, Kuch der pahle neend se,, Kuch ashq milne aa gye,, Kuch khwaab bhi toote hue, Kuch log bhi bhoole hue,, Kuch raaste bhatke hue Kuch gard me lipte hue,

Kal raat jaane kya hua Kal raat jaane kya hua,, Kuch der pahle neend se,, Kuch ashq milne aa gye,, Kuch khwaab bhi toote hue, Kuch log bhi bhoole hue,, Kuch raaste bhatke hue Kuch gard me lipte hue,

About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile