Nojoto: Largest Storytelling Platform
aryankhanskuddhv1939
  • 107Stories
  • 92Followers
  • 1.4KLove
    14.3KViews

ghazala

  • Popular
  • Latest
  • Video
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

ajj meri julfe lehron se bat karti h 
khamosh h zindagi hansi parsan karti h

toote dil ko le kar kha jao me 
samander lahar se ye he faryad karti h

©ghazala
  #Isolation
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

yeh saya nhi kisi ka intezar h 
tarap kar kehne ka yeh andaz h 

pata nhi khamosh raho to kehte h 
yeh mera peyar 

jaban khol do to khete h yeh bewpar h
kb samjhenge yeh duniya k ketni taklif hotti 
h jab ek insan dosre insan k khoonkhar h

©ghazala
  #stilllife
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

ab nhi kehta h dil tu ja k oss se mill 

khawab jo dekhe tera ab nhi koi manjil 

chup reh kar zindagi reh jao bas sara safar 

khene se to bahut koch khoob hogi basar

©ghazala
  #Shadow
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

chandar maa dekho deep jalo dil se apne yeh 
gaow
mera patti sang sang hamissa or bhala 
me keya chahoon

©ghazala
  #happykarwachauth
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

mere hath ho magar oss me sirf tera hath ho

mere khawab pr oss me sirf tera chehra ho 

aao hum mil kar yeh aaj wada kar lete h 

 k meri jism ho pr oss me sirf tera oss me roh hoo

©ghazala
  #UskeHaath
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

mat karo etna julm mujhe
 tanahi me rehne do

dar lagta h roshni se mujhe 
andheron me rehne do

©ghazala
  #dhoop
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

chalte chalte ek din jeet jayenge hum 

har manjil honge sab khawab pure 

umid nhi h hum ko kar dekhayenge 
werano me anele chal kar v ek din 

bhari mafil payenge

©ghazala
  #BadhtiZindagi
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

najre bus dekhti h  tumahre he rasta 
ab to ajao samane tum ko rab ka wasta

©ghazala
  #sadak
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

desh me aaj aman santi h yeh peyar ka teranga 
agar desh ajad na karte kise lehrate jhanda

©ghazala
  #gandhijayanti
06c542f11816da264010fe27a5ab3fd0

ghazala

q chod diya tum ne dekho keya mera haal h 
peyar ki kasti me yeh pal udash h 

kash tu na atti meri zindagi me 
yeh he afsos ki baat h 

khawab ki rangeen roshini me hogay andhera 
q k ab ujala nhi andhera mere pass h

©ghazala
  #WoNazar
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile