Nojoto: Largest Storytelling Platform
jack2hojo3195
  • 20Stories
  • 18Followers
  • 223Love
    8.0KViews

Jack 2 Hojo

  • Popular
  • Latest
  • Video
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

duriyan riwaj hai mohabbat me.
judaye gum ka shaoda nhi. 
mahsus hona lazmi . 
(kareeb)pas hona koi mohabbat nhi. 
kashish ki mohabbat me duriyan husan h mohabbat ka. 
har kami batati h kimat uski.
lafzo me utar ke bech raha hu mai use. 
aye mobbat tere alaba mera koi nhi. 
na jano kiu lagta h sadiyo se muntazir hu tera. 
mai tanha raha mohabbat tujhe karke. 
mohabbat itni ki tujhse juda nhi.

©Jack 2 Hojo
  #muntzir
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

labo pe sikba ki humne chhora unhe. 
khushi unke dil ki puchho. 
humne to umr bhar ka sahara samjha tha unhe. 
bad gumani saja humse puchho.

©Jack 2 Hojo
  #walkingalone
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

Tera hame milna ettefak tha. 
Tera humse na milna kazdan tha. 
Bo kahta hai muntzir h aaj bhi. 
Na milne ka faisla jiska tha. 
Itni ana h khud me khudko bahut h. 
Mera sabal Na milna jise fir muntzir kiska tha.

©Jack 2 Hojo
  #Remember
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

Mujhe apna khas bahut khas bataya usne. 
Mujhe ahsas hone laga jab tab rang dikhaya usne. 
Socha Chot zami se girane kam lagegi. 
Bithakar asman me fir giraya usne. 
Uska shoq tha jise mai aashiki samjh baitha. 
Bakt kam nhi tha uske pass.
Meri tarah kaye Or se milna tha usne. 
Jab bhi pucha uski khush ka sabab. 
Haske Kaha Naye logo se milna bate karna. 
Meri soch meri had tak. 
Ab samjh me aata h kiya matlab se kaha usne.

©Jack 2 Hojo
  #hand
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

Usse bichhadkar Tu mitna nhi. 
Agar hua bahut hoga ki dekh kar tujhe bo ro de. 
Sambhalna khudko ye soch ke bhi. 
Ki bo dekh ke sirf roye hi na jindgi bhar roti rah.

©Jack 2 Hojo
  dil se
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

Bafaeye sab bhula dete h. 
Khataye yaad rahti h. 
Mujhe kiu karenge yaad log . 
Maine kisi ka bhura chaha hi nhi

©Jack 2 Hojo
  #yaad
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

Teri ebadat ka karz har lamha mujhpe mere maula. 
Ye kiya hua hamari aavam ko. 
Ki ak maha ki ebdat pe mutmain ho gaye hum. 
Jo gujra mahe ramjan. 
Kiya batau hamari halat .
batana padta h ki muslman h hum. 
Ki ak maha ki ebadat pe mutmain ho gaye hum.

©Jack 2 Hojo
  #roza
14e699f1e79c6669c3a43e779c521a58

Jack 2 Hojo

Sirf yad jamane ko dikhane ke liye karta h. 
Social media ka jamana h dard bhari post karta h. 
Ha fikr meri agar dil se yad karta h to dm me aa. 
Ak aysa yaar h mera jo mujhe chhorke sabko batata h ki mujhe yad karta h. 
Social media ka jamana h dard bhari post karta h. 
Ha maine kaha tha ho jate h juda hum sach h. 
Magar ye sachchae nhi thi meri taraf ki juda ho hum. 
Tu to juda hi ho gaya jaise tu iska intzaar pahle se karta h. 
Social media ka jamana h dard bhari post karta h. 
Kuch dard bhari nazm likhi Or post karta h. 
Tu to dikha deta h jamane ko ki yad karta h. 
Hum kisse kahe ki tujhe yad karte h hum. 
Ak tu hi to tha jisse dil se bat karte the. 
Baki se to dimag bat karta h

©Jack 2 Hojo
  #dilkibaat

Mera ishq kiya h tujhse..
Or kiya batau tujhe. 
Har ak se sunta hu teri bevafaai ke kisse.

©Jack 2 Hojo
  ishq
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile