Nojoto: Largest Storytelling Platform
nailashahi6434
  • 232Stories
  • 36.3KFollowers
  • 26.1KLove
    11.0LacViews

Naila Shahi

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

Behind Every Scar there is a hidden story.

©Naila Shahi #Behna
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

kuchh log waqt ki tarah hote hain,
kabhi acche hote hai kbhi bahut bure,
kabhi sath chalte hain toh kbhi tanha chhord dete hain,
haan magar zindagi ki akhiri saans tak sarh rehte hain..

©Naila Shahi #samay
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

Every time i decide to wrap up myself, my all dreams and thoughts but in just few days i start dreaming.

©Naila Shahi #dhoop
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

बदलाव जीवन में जरूरी है दूसरों के नहीं
स्वयं के जीवन में !!

©Naila Shahi #chaand
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

The real struggle is to find our true self.

©Naila Shahi
  #berang
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

Jo mai kisi se nahi kehti 
vo mai bas likh deti hun
kyun ki likhne se man halka ho jata hai
or dimaag shant
kash ki mai likh paun vo sab
jo mai ab tak khud se bhi na keh saki.

©Naila Shahi #alone
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

hum insaan bhi kaise hain 
na chahte huye bhi ummid krte hain
kbhi khud se toh kbhi apno se
toh kbhi-kbhi gairo se bhi
humne ek mayar bana diya hai
ummid kisse karni hai or kisse nahi.

©Naila Shahi #Baagh
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

Chhoti chhoti baaton pe jhagda kar lene wali ladki
  ab khamosh rehti hai,
kuchh kehne se phle do bar sochti hai 
or bahut kuchh chhupa leti hai ,
jo accha hai unse acche se baat karna
 or bura kehne walo ki bhi sunna,
bas kuchh is tarah se khud ko man hi man
 sab kuchh smjha leti hai .

©Naila Shahi #kinaara
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

Abba ki pyari baatein or ammi ki khari baatein ,
dono ka sahi matlab unse door hone pe smjh aaya hai

©Naila Shahi #WoNazar
3d2beaabf1009ee3874e43e50ca600da

Naila Shahi

Bahut kuchh badal raha hai ,
yeh badlaav mere andar chal raha,
kuchh bhi phle jaisa nahi hai,
na hi phle jaisi dhup na chhav ,
waqt ke sath aasman ka rang 
or hawaon ki thandak bhi badal gayi hai,
ab smjh nahi aata kis baat pe hasa jaye
 or kis baat pe roya jaye ,
khush hun ya naraz yeh bhi nahi pta chalta ,
ek raftar liye zindagi apni tarah se dhal rahi hai
 ya fir dhal rahi hai,
kabhi ruthna accha lagta tha 
ab maloom nahi pdta mnane kon aaiga,
zindagi badal rahi hai ek raftar se
 or na jane kitne hi badlaav aane hain.

©Naila Shahi
  #Baagh
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile