Ghunghat Na Uthao Husn Se Tum,
Kahin Qayamat Na Ho Jaaye,
Tumhe Dekh Kar Wo Chand Bhi Aye Haseen,
Kahin Zameen Par Na Utar Aaye. #Art
Dillip Kumar Gouda
aja kareeb itna ki in saanso ko mehka de
barso se tarasti hue in bahon ko saja de..
hai ishq ki farmaish na rok in kadmo ko
tere jism ki khushboo ko meri rooh me basa de..
khelun teri zulfon se chumu tere honto ko
kar pyar aj itna ki jo mere hosh uda de.. #DigitalArt
Dillip Kumar Gouda
Duniya me sabhi hain ajnabi,
Hum hain aap ke liye ajnabi,
Aap hain mere liye ajnabi,
Ye ajnabi hi ban jate hain zindgi,
Kyuki ajnabi se hi hoti hai mohabbat aur dosti.
my best friend Rukman. #Art
Dillip Kumar Gouda
Tere jism pe apne jism ko rakhu,
Tere honton ko apne honton se maslu,
Tujhe pyar main itni shiddat se karu,
Ki us mithe dard se teri aah nikal jaye,
Dard se teri aankho se aasu jhalak jaye,
Or tu tan se or mann se sirf meri ho jaye, #Art