Nojoto: Largest Storytelling Platform
pragyasingh7761
  • 306Stories
  • 644Followers
  • 8.1KLove
    75.8KViews

pragya

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

kuchh bhi padho
 kuchh bhi likho 
kya fark padta hai
ye jindagi hai Sahab
 Bina padhe likhe 
bhi Gujar jata hai....🤭

©pragya
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

waqt Gujar raha tha aur Na jaane  waqt ke sath ham kab Gujar Gaye...

©pragya
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

khuli kitab si banne ka kya fayda jiske liye khuli kitab bani thi main kabhi usne mujhe samajhne ki koshish hi nahin ki kash samajh jata vah mujhko to kisi ki hal Na Hoti is bejan se khuli kitab ki tarah........

©pragya
  # khuli kitab

# khuli kitab #Poetry

7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

English is not a subject it is a language so feel this language and then start to learn

©pragya
  #English
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

yah samne fir kabhi nahin hongi yah hamari mulakat  fir na  hongi yah chahton ke Daur fir Na hogi ki humse yah Ishq fir Na hongi.....

©pragya
  #BahuBali
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

ek shikayat hai hamen hamare kismat likhane wale se likhni hi thi agar hamari kismat ko to adhuri kyon chhod Dali....

©pragya
  #sad girl
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

chahe tumhare pass jitna bhi waqt Ho har waqt Ko aakhri waqt samajhkar jina sikho

©pragya
  # value of time

# value of time #Poetry

7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

har Insan ke do chehre hote hain ek Jo vah logon Ko dikhlaane ki koshish karta hai aur dusra vah Jo vah khud hota hai Magar kabhi kisi Ko dikha nahin pata......

©pragya
  #Remember
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

khuda agar kisi Insan ko sabse jyada thokre deta hai na to wo use Insan ko Aasman ke use bulandi Tak pahunchata hai jiski Kalpana bhi kabhi nahin ki hogi insanon ne isliye hamesha khuda per aur swayam ke mehnat per Vishwas karna chahie kahte hai na girte vahi hai jinke pass sumbhalne ka hunar hota hai....

©pragya
  #Trip
7609e12c3db8dd6f1060129c7b481023

pragya

girna bhi achcha aur gir kar sambhalna bhi achcha girne se khud ke aukat ka pata chalta hai aur sambhalne se apnon ke sath aur Vishwas ka pata chalta hai maloom hai jab aap ek bar girte ho na to aapse jyada taklif aapke apnon ko hoti hai aur jab aap sambhalte ho to mano unhen ek nai jindagi mil jaati hai jeene ke vaste isliye jivan mein kuchh bhi karna ho to gir kar sambhalna  jaruri hota hai.....

©pragya
  #Trip
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile