Nojoto: Largest Storytelling Platform
mohitkumar6829
  • 53Stories
  • 995Followers
  • 1.4KLove
    1.5KViews

Mohit Kumar

Mohit Kumar Kunda Pratapgarh up working location mumbai d.o.b 13/6/2004

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

kabhi phoolo ke rang
to kabhi sawan ki barsaat yaad ati hai,

kabhi mahboob ki baahe to kabhi antim mulakaat yaad ati hai,

ye bachpan ka pyaar kitna dard deta hai jab bhi hansi hotho par aati ati hai
wo ansuwo se bheegi raat yaad aati hai.

©Mohit Kumar
  dil ke dàrd

dil ke dàrd #Shayari

8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

.....

©Mohit Kumar
8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

wo Kitna achha samay tha
wo mahakti hawaye ,
wo Kaali ghataye
wo khilte huye phool 
wo machalti fijaye.

wo sawan ki barsaat
wo haseen mulakat
wo Milne ki jajbaat 
wo chandani Raat

wo phoolo ka mahkna 
wo chidiyo ka chahakna
wo yaado me tadapna 
wo koyal ka kuhukna

wo dosto se masti 
wo gaav aur wo basti
wo barsaat ka hona aur  kagaj
ki kasti

wo wan aur wo Rahe
wo tirchhi nigahe 
wo mahakte huye bageeche
aur mahboob ki baahe

wo beeta hua jamana 
wo Bahana banana
wo Dil ka lagana 
wo Milne ke Jana .

AB KAHA HAI WO JAMANA.  Mohit kumar

©Mohit Kumar
  ,,,,beete huye pal .....

,,,,beete huye pal ..... #कविता

8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

tum kaho to Asman me gulab khila denge, najaro ke najaro se sharab bana denge, kaun kahta hai chaand tumse khoobsurat hai dekhna hai to bolo asmaan se zameen par la denge.

©Mohit Kumar kau.......ge.

#cloud

kau.......ge. #cloud #Poetry

8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

kabhi kabhi baharo me phool murjha jaate hai, bina sawan ke bhi baadal chha jaate hai,jinko dekhne ke intjaar me thak jaati hai aankhe, unki aankhon ko koi aur bha jaate hai.

©Mohit Kumar #Walk
8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

viraane anjuman me teri yaado ko bichhaye baitha hu,
tum to aoge nahi ye hame pata hai isliye kisi apne ko bulaye baitha hu, log use maut kahte hai lekin mai dard dil ki dawa banaye baitha hu, sath kuchh minto ka hi hoga lekin pyaar se gale 
lagaye baitha hu.

©Mohit Kumar sad poem

#Thinking
8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

apne dard chipakar kuchh apno ko hasana chahta tha,
hotho par kuchh pal ke liye hansi lana chahta tha, mai bahut khush hu ye sabko dikhana chahta tha,Lekin
tuta hua dil dard sah na saka dard khud hotho par akar batana chahta tha.

©Mohit Kumar sad poyem

#vacation
8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

jindagi kis tarah kat rahi hai tumhe batau kaise,
ab hal e dil tumhe sunau
kaise,
tumhare bina ye sara jahan soona lagta akele ye jindagi bitau 
kaise.

©Mohit Kumar jindagi............kaise.

#Love

jindagi............kaise. Love #Shayari

8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

paas ao ye kaali ghataye
kya kah rahi hai  batao jara,
mausam kitna suhana hai
koi geet sunao jara,
barsane lagenge ye chaaye huye badal aur chalne lagengi tez hawaye
akar mere seene se lag jao 
jara.

©Mohit Kumar paas mere ao Jara......

#fourlinepoetry

paas mere ao Jara...... #fourlinepoetry #poem

8090228a6bc8e6c305d74b58821f0047

Mohit Kumar

sisakte lavo par kuchh armaan laya hu,
kuchh lafjo me jaise asmaan laya hu,
dil to de diya tumhe aur tumne tod
bhi diya, 
aur is tanhaiyi me mujhe chhod bhi 
diya,
tumhare bina ab jindagi ka safar katata nahi hai-2 
jara ek baar pyaar se dekh lo 
aaj tumhare  liye mai apni jaan laya
hun.

©Mohit Kumar sad poem..

sad poem.. #Shayari

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile